Here are the lyrics of Main Janta Hoon song, sung by Jubhin Nautiyal. 


jubhin




Teri har ada se waaqif hoon main

Mujhse chhupa na koi raaz hai


Mujhko sunaai deti hai wo

Gumsum jo aawaz hai


Teri har ada se waaqif hoon main

Mujhse chhupa na koi raaz hai


Mujhko sunaai deti hai wo

Gumsum jo aawaz hai



Main jaanta hoon

Teri naa mein


Ik chhupi hui si haan hai

Main jaanta hoon


Teri naa mein

Ik chhupi hui si haan hai



Yun bewajah milke muskurana

Bin kuch kahe sab bol jaana


Karna ishaara baatein banana

Sabr ko mere yun aazmana



yeh ansuna sa afsana

jo hothon se tere suna hai


Main jaanta hoon

Teri naa mein


Ik chhupi hui si haan hai

Main jaanta hoon



Berang khwaabon ko rangat degi

Aahat tere izhaar ki


Mehsoos hogi kabhi na kabhi to

Tujhko tadap mere pyaar ki



Ek din hatega yakin hai 

Yeh haya ka jo dhua hai


Main jaanta hoon

Teri naa mein


Ik chhupi hui si haan hai...